Friday 21 June 2013

MERI MAA FROM THE FILM "TAARE ZAMEEN PAR"

ORIGINAL SONG
Mein Kabhi Batlata Nahi Per Andhere Se Darta Hoon Mein MAA
Yun To Mein Dikhlata Nahi  Teri Parwah Karta Hoon Mein Maa
Tujhe Sab Hai Pata  Hai Na MAA
Tujhe Sab Hai Pataaaa Meri MAA

Bheed Mein Yun Na Chodo Mujhe
Ghar Laut Ke Bhi Aana Pau Maa
Bhejna Itna Door Mujhko Tu
Yaad Bhi Tujhko Aana Pau Maa 
Kya Itna Bura Hoon Mein Maa
Kya Itna Bura Meri MAA

Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe 
Zor Zor Jhula Jhulate Hai Maa
Meri Nazar Dhoondhe Tujhe
SOchun Yahi Tu Aake Thame Ki Maaa

Un Se Mein Yeh Kehta Nahi 
Per Mein Seham Jaata Hoon Mein Maa
Chehre Mein Aane Deta Nahi 
Dil Hi Dil Mein Ghabrata Hoon Mein 
Tujhe Sab Hai Pata Haina MAA

Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa
Yun To Mein Dikhlata Nahi 
Teri Parwah Karta Hoon Mein Maa
Tujhe Sab Hai Pata Hai Na MAA
Tujhe Sab Hai Pataaaa Meri MAA

LYRICS WRITTEN BY ME:-

MERI MAA (I LUVV IDLY):-

Main Kabhi Batlata Nahin 
Par teri idly se pyar karta Hoon Main Maa 
Yun To Main,Dikhlata Nahin 
Tere sambaar se bhi pyar Karta Hoon Main Maa 
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa 
Tujhe Sab Hain Pata, Meri Maa 
Dosa Yun Na dedo Mujhe 
Char khaa Ke Bhi aur kha Naa Paoon Maa 
Rice Na Itna Do Mujhko Tu 
zyaada mujhko khilaa na paavogi Maa 
Kya kitna pura khaavoon Maa 
Kya kitna pura khaavoon Maa 
Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe 
Zabardasthi Se doodh pilaathe Hain Maa 
Meri Nazar Dhoondhe Tujhe 
Sochu  Tu Aa Ke unhe rokhegi Maa 
Unse Main Yeh Kehta Nahin 
Par Main chai peena chahta Hoon Maa 
Kamare me Aanae Deta Nahin 
Dil Hi Dil Mein Ghabraata Hoon Maa 
Tujhe Sab Hai Pata Hai Naa Maa 
Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa 
Main Kabhi Batlata Nahin 
Par teri idly se pyar karta Hoon Main Maa 
Yun To Main,Dikhlata Nahin 
Teri sambaar se bhi pyar Karta Hoon Main Maa 
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa 
Tujhe Sab Hain Pata, Meri Maa


No comments:

Post a Comment